a:1:{s:7:"English";s:178422:"بزم شعراء
BAZM-E-SHOARA-Tarhi misra baraa e nauha.
16/08/2022
Har sitam sehta raha beemaar raah-e-shaam me.
Misra by
Navshad Bijani.
Kalaam by
1. Mansoor Raza Jafri Malegaon
2. Kaifi kalkatvi Ú©ÛŒÙÛŒ کلکتوی
3. Qumbar Kalkattvi
4. Manzoor-abbas Nowgawan-sadat
5. Sajjad Naqvi
6. Bober Nawab, Madrasi
7. Naushad Bijani
8. Mohammad Saabir Palsaniya
9. Jafar Ali Dehradun.
10. Paikar-jalalpuri پیکر جلالپور
1. Mansoor Raza Jafri Malegaon
Ja ba ja bikhre the itne khaar rahe sham me
Do qadam chalna bhi tha Dushwaar rahe sham me
جابجا بکھرے تھے Ø§ÙØªÙ†Û’ خار راÛ٠شام میں
دو قدم چلنا بھی تھا دشوار راÛ٠شام میں
Ho Gaye neele kabhi mayel ba surkhi ho Gaye
Haye Shahzadi tere Rukhsar rahe sham me
Ûوگئے نیلے کبھی مائل Ø¨Û Ø³Ø±Ø®ÛŒ Ûوگئے
ÛØ§Ø¦Û’ Ø´ÛØ²Ø§Ø¯ÛŒ ترے رخسار راÛ٠شام میں
Tauq o Bedi ki aziyat Khar o Kanker ki chubhan
"Her Sitam sahta Raha beemar rahe sham me"
طوق و بیڑی کی اذیت خار وکنکر کی چبھن
"ÛØ± ستم Ø³ÛØªØ§ Ø±ÛØ§ بیمار راÛ٠شام میں"
Pa barhna sir barhna Aabido ahle harem
Zulme paihum se rahe dochaar rahe sham me
پا برÛÙ†Û Ø³Ø± برÛÙ†Û Ø¹Ø§Ø¨Ø¯ Ùˆ اÛÙ„Ù ØØ±Ù…
ظلم٠پیÛÙ… سے رÛÛ’ دوچار راÛ٠شام میں
Aabid e beemar gairat se qareebul Marg the
Aagaya jab sham ka bazaar rahe sham me
عابد٠بیمار غیرت سے قریب المرگ تھے
آگیا جب شام کا بازار راÛ٠شام میں
Her qadam Mansoor be parda harem Ko dekh kr
Khoon Roya qafla salaar rahe sham me
ÛØ± قدم منصور بے Ù¾Ø±Ø¯Û ØØ±Ù… Ú©Ùˆ دیکھ کر
خون رویا قاÙÙ„Û Ø³Ø§Ù„Ø§Ø± راÛ٠شام میں
2. Kaifi kalkatvi Ú©ÛŒÙÛŒ کلکتوی
پا Ù¾ÛŒØ§Ø¯Û ÛÛ’ Ø³ÙØ± دشو ار Ø±Ø§Û Ø´Ø§Ù… میں
چبھ رÛÛ’ Ûیں آبلوں میں Ø®Ø§Ø±Ø±Ø§Û Ø´Ø§Ù… میں
سرجھکائےطوق Ùˆ زنجیروں میں جکڑاباØÛŒØ§
کون ÛÛ’ ÛŒÛ ØµØ§ØØ¨ کر دار Ø±Ø§Û Ø´Ø§Ù… میں
کس Ù†Û’ Ø²ÛŒØ§Ø¯Û Ø¯ÛŒ اذیّت Ø®Ø³ØªÛ ØªÙ† لاچار Ú©Ùˆ
ÛØªÚ¾Ú©Ú‘ÛŒ بیڑی Ú©ÛŒ ÛÛ’ تکرار Ø±Ø§Û Ø´Ø§Ù… میں
دے رÛÛ’ Ûیں جسکی غیرت Ú©Ùˆ سلامی انبیاء
Ú†Ù„ Ø±ÛØ§ ÛÛ’ ایسا غیرت دار Ø±Ø§Û Ø´Ø§Ù… میں
مسل Ø´Ø§Û Ø®ÙˆØ´ نمادیں Ú©ÛŒ بقاکے واسطے
ÛØ± ستم Ø³ÛØªØ§ ر ÛØ§ بیمار Ø±Ø§Û Ø´Ø§Ù… میں
جن Ù¾Û’ کھلنی چاÛیۓ مسکان Ú©ÛŒ نازک Ú©Ù„ÛŒ
کیوں Ù¾Ú‘Û’ Ûیں سرخ ÙˆÛ Ø±Ø®Ø³Ø§Ø± Ø±Ø§Û Ø´Ø§Ù… میں
Ø¹ØªØ¨Û Ø¨ÙˆØ³ÛŒ Ú©Ùˆ ØÛŒØ§ آتی ÛÛ’ جس خاتون Ú©ÛŒ
کرتی ÛÛ’ پردے Ù¾Û ÙˆÛ Ø§ØµØ±Ø§Ø± Ø±Ø§Û Ø´Ø§Ù… میں
جنکا Ù„ÛØ¬Û ÛÛ’ لسان الله ان سے اۓ ÙÙ„Ú©
بد کلامی کرتے Ûیں Ù…Û’ خوار Ø±Ø§Û Ø´Ø§Ù… میں
پا برÛÙ†ÛØŒ بے ردائی اور شانوں پر رسن
کیا ÛŒÛÛŒ Ûیں عترت Ø§Ø·ÛØ§Ø± Ø±Ø§Û Ø´Ø§Ù… میں
جنکے قدموں پر نچھاور ÛÛ’ چمن Ú©ÛŒ ÛØ± Ú©Ù„ÛŒ
انکی خاطر Ûیں بچھے انگار Ø±Ø§Û Ø´Ø§Ù… میں
پشت پر آل پیمبر کی برسنے کے لئے
تازیانے Ûیں کئی تیّار Ø±Ø§Û Ø´Ø§Ù… میں
ظلم اپنی Ø§Ù†ØªÛØ§ پر ÛÛ’ پر یشاں دیکھ کر
بیکسوں Ú©Ùˆ صبر سے سرشار Ø±Ø§Û Ø´Ø§Ù… میں
رکھ قلم Ú©ÛŒÙÛŒ ÙˆÚ¯Ø±Ù†Û ØºÙ…Ø²Ø¯ÛØŒ Ù†Ø§Ù„Û Ú©Ù†Ø§Úº
Ú†Ù„ پڑینگے خد تیرے اشعار Ø±Ø§Û Ø´Ø§Ù… میں
3. Qumbar Kalkattvi
Be rida hain itrate athaar rahe shaam me
Sah rahe hain zulm ke har waar rahe shaam me
Sar barehna bibiyun ko dekh aabid ne kaha
Kyun bhala zinda raha bimaar rahe shaam me
Kis tarha se tae kiya aale payamber ne safar
Garm reti thi bhare the khaar rahe shaam me
Nara e takbeer sunke zainabe dilgeer ne
Di sada baba ko kitni baar rahe shaam me
Binte sarwar ne kaha rokar phupi amma mere
Chin gaye gauhar phate rukhsar rahe shaam me
Zulm ne jhuk kàr kaha ye sayyade abrar se
Har sitam sehta raha beemar rahe shaam me
Kar nahi sakta raqam qumber koi ye saneha
Seh gayi'n jo sar barahna zaar rahe shaam me
4. Manzoor-abbas Nowgawan-sadat
Marhale itne pade dushwar raahe sham me
Khoon roye Abid e bimar raahe sham me
Ek rassi me gale barah bandhe haye sitam
Berida hai itrat e athaar raahe sham me
Sadqe phenke aur kaha baghi nabi ki aal ko
Pattharon ki hoti hai bauchar raahe sham me
Rone pe hoti hai durro'n se jafa har gam per
Sehmi hai binte shah e abrar raahe sham me
Phoot kar rote hain wo bhi ghurbate sajjad per
Chubhte hai jab aablo'n me khaar raahe sham m
Nusrat e dee'n ke liye Manzoor bad e karbala
Har Sitam sehta raha bimar raahe sham me
5. Sajjad Naqvi
Pa barehna kaafla salaar Raah e Shaam me
Chubh rahe hain har kadam par khaar Raah e Shaam me
Haal par ek Natava'n ke ro rahi hain bibiyaan
Hath mai hai Hathkadi Or paaon mai hain bediyaan
Do kadam chalna hua dushwaar raah e shaam me
Bekafan lashe'n Azeezon ke pade the khaak par
Thi barehna lasha har ek or nahi tha tan pa sar
Yaad kar ke ro diya Ghamkhaar raah e shaam me
Ek rasan mai bandh kar barah aseero'n ke gale
Zainab o Kulsum ko qaidi bana kar le chale
Zulm karte aaye hain agyaar raah e shaam me
Be kajava unton par hain be rida Aal e Nabi.
Sharm se chehron ko baalon se chupati hain sabhi
Roin hain saidaniyan soo baar raah e shaam me
Jin ke parde ka madine se kiya tha ahtmaam
Majmae kufaar Mai hain be rida bibi tamaam
Dekh kar roya sar e abraar raah e shaam me
Jab sakina ke tamache marta shimar e lai'n
Bain se bachhi ke tharraya falak kanpi zamin
Zulm se neele hue rukhsaar raah e shaam me
Bandh kar unton pa bachho ko adu haste rahe
Rah mai ushtar se gir kar tashnalab marte rahe
Lut gaya tha Mao'n ka sansaar raah e shaam me
Kis terha likhe qalam sajjad ka ye dastaa'n
Dil patha jata hai gham mai aakh se aansu'n rawa'n
Har sitam sehta raha beemar raahe shaam me
6. Bober Nawab, Madrasi
Bekason Par Zulm Tha Har Baar Raahe Shaam me
Unka Jeena Tha Bohot Dushwaar Raahe Shaam me.
Thi Sakina Bekajawa Oont Par Roti Huvi
Naize Par Tadpe Shahe Abraar Raahe Shaam me.
Towq o Bedi Dhoop Uspar Taaziyaane Shimr Ke.
Har Sitam Sahta Raha Beemaar Raahe Shaam me.
Socho Kistarha Azeeyat Hoti Thi Sajjad Ko.
Chub Rahey They Paavun me Jab Khaar Raahe Shaam me.
Dekhne Aaye Aseeron ko Tamaashyi Bohot
Lag Raha Tha Jaise hai Tewhaar Raahe Shaam me.
Dekkar Maavon ko Bahno ko Khule Sar Har Qadam
Khoon Roya Abide Beemaar Raahe Shaam me.
Dekkar Noke Sinaa Se Beebiyon Ko Nange Sar
Tik Nahin Paaya Alambardaar Raahe Shaam me
Goad se Maavon ki Girke Margaye Bacche Bohot
Tez Oonton ki Rahi Raftaar Raahe Shaam me
Dekkar Aankhon Se Apni Har Museebat ko Bober
Ro Raha Tha Qafila Salaar Raahe Shaam me
7. Naushad Bijani
DarmiyaN aada ke tha beemaar raahe shaam me.
Us pe dhaate the sitam aghyaar raahe shaam me.
Nargha e kuffar me sab bibiyaN thi berida.
Ghayrate aabid thi haalezaar raahe shaam me.
Pyaas se bacche tadapt kar ro rahe the dhoop me.
Kyu na roye kaafale saalaar raahe shaam me.
Mangti thi sar chhupane ke liye sab se rida.
Dukhtaraan e haidare karraar raahe shaam me
Kyu na roye roohe Zehra dekh kar *Naushad* yeh.
Zulm ki had ho gai thi paar raahe shaam me.
8. Mohammad Saabir Palsaniya
Aale ahemad hai badi laachaar,raahe shaam meiñ
Pattharo ki hoti hai bochaar,raahe shaam meiñ
Paaoñ meiñ zanjeer aur tauqo rasan pehne huve
Khoon se aalood apna payrahan pehne huve
Har sitam sehta rahaa beemaar, raahe shaam meiñ
Berida saidaaniyoñ ko koocha o baazaar meiñ
Laaye hai besharm shaami majmaae agyaar meiñ
Hai qayaamat ke ayaañ aasaar,raahe shaam meiñ
Jab sakeena ko kaneezi ke liye maañga gayaa
Thaamkar bechain dil ko raah me har martaba
Khoon roya aabide beemaar, raahe shaam meiñ
Narga-e aada me ahlebait hai wa gurbata
Aabide muztar pe hoti hai sitam ki inteha
Karta hai durre se zaalim waar,raahe shaam meiñ
Bekasoñ ka koi bhi pardes meiñ yaawar nahiñ
Kaafela baaghi ka kehkar hai sataata har laeñ
Hota hai ailaañ yahi harbaar, raahe shaam meiñ
Jis gali se hai guzarti aale ahemad baakhuda
Kholta paani hai girta sab chhato se baaraha
Ye bhi hota hai sitam har baar,raahe shaam meiñ
Is qadar guzre masaaib zainabe dilgeer par
Karti hai noha ye 'saabir' roke yuñ thaame jigar
Ho gayaa jeena mera dushwaar,raahe shaam meiñ
9. Jafar Ali Dehradun.
Ruk gaya jab sar shahe Abrar Raahe shaam me
Tham gaya Phir kaafila ek baar Raahe shaam me
Khoo'n me tar tha Chehra-e-Shabbir haye Gurbata
Na utha paaya koi bhi sar Ali ke laal ka
Koshishe Kar ke thake khoonkhwaar Raahe shaam me
Shor tha aage nahi badhta Sare shahe umam
Khalbali thi fauj me hairan the ahle sitam
Tha paresha'n Lashkare aghyaar Raahe shaam me
ek shaki ne durra lehra kar kaha Zainul Aba
Jald batlao nahi to kahoge durra mera
Kyo'n nahi uthta Sare Sarkaar Raahe shaam me
Aye mere Baba huwa hai waqiya Kya runuma
Kyo'n nahi badhte safar pe aye shaheede karbala
Poochta tha baap se laachaar Raahe shaam me
Zulm sehne ki to ab sajjad a.s. me taqat nahi
Taaziyana khane ki ab Pusht per himmat nahi
Har Sitam sehta raha bimaar raah e shaam me
Sun ke Aabid ki fugha'n Goya huwa sar shah ka
Thi bandhi pushte shutar se haaye meri mehlaqa
Gir gayi wo Ghamzada ghamkhwar Raahe shaam me
Bin Sakina ke badhenge raah pe Hargiz na ham
Nanhi bacchi ne Sahe hain zaalimo se wo Sitam
Zakhmi seena neele hain rukhsaar Raahe shaam me
Jab suni rudaad Jafar Aankhe'n thi sab ashqbaar
Baap tha beti ke khatir haye kitna beqarar
Ro raha tha qaafila saalaar Raahe shaam me
10. Paikar-jalalpuri
پیکر جلالپوری
سر جھکاۓ آئے غیرتدار راÛ٠شام میں
رو رÛÛŒ ÛÛ’ Ø²ÛŒÙ†Ø¨ÙØ لاچار راÛ٠شام میں
قید کرکے عابدؑ بیمار کو لایا گیا
ØªØ§Ø²ÛŒØ§Ù†Û Ù¾Ø´Øª پر اتنا Ø§ÙØ³Û’ مارا گیا
خون Ú©ÛŒ بÛÙ†Û’ Ù„Ú¯ÛŒ ÛÛ’ دھار راÛ٠شام میں
ÛÙˆ گیا Ù¾Ûلو Ø³Ú©Ø´ØªÛ Ø¹Ø§Ø¨Ø¯Ù Ø¨ÛŒÙ…Ø§Ø±Ø‘ کا
ظلم اتنا بڑھ گیا تھا شام میں اغیار کا
پتھروں Ú©ÛŒ ÛÙˆ گئی بوچھار راÛ٠شام میں
صبر دے یارب Ø§ÙØ³Û’ اب شام کا بازار ÛÛ’
ساتھ ماں بÛنوں Ú©Û’ آیا قاÙÙ„Û Ø³Ø§Ù„Ø§Ø± ÛÛ’
ÛØ± ستم Ø³ÛØªØ§ Ø±ÛØ§ بیمار راÛ٠شام میں
دو قدم دشوار چلنا ÛÙˆ گیا بیماؑر کا
دیکھ کر منظر عجب ÙˆÛ Ø´Ø§Ù… Ú©Û’ بازار کا
جابجا بکھرے Ù¾Ú‘Û’ تھے خار راÛ٠شام میں
کربلا Ú©Û’ بعد ÛØ§Ø¦Û’ ÛÙˆ گیا جینا Ù…ØØ§Ù„
غم میں بابا Ú©Û’ نا پوچھو کیا Ûوا بچی کا ØØ§Ù„
غش Ù¾Û ØºØ´ کھاتی رÛÛŒ ÛØ± بار راÛ٠شام میں
اک ÛŒØªÛŒÙ…Û Ø¯ÛŒÚ©Ú¾ کر بابا کا سر رونے Ù„Ú¯ÛŒ
ظلم جتنے بھی Ûوئے سب باپ سے Ú©ÛÙ†Û’ Ù„Ú¯ÛŒ
ÛÙˆ گئے نیلے مرے رخسار راÛ٠شام میں
Ù†ÙˆÚ©Ù Ù†ÛŒØ²Û Ù¾Ø± Ø´ÛÛŒØ¯Ø§Ù†Ù ÙˆÙØ§ Ú©Û’ سر گئے
Ú¯ÙØ± Ú©Û’ ناقوں سے نا جانے کتنے بچے مر گئے
Ù„ÙÙ¹ گیا یارب مرا سنسار راÛ٠شام میں
چلچلاتی دھوپ میں پرخار راÛÙˆÚº پر Ø³ÙØ±
اشقیا Ù„Û’ کر Ú†Ù„Û’ اÛÙ„Ù ØØ±Ø‘Ù… Ú©Ùˆ در بدر
یوں ستم ڈھاتے رÛÛ’ اغیار راÛ٠شام میں
سر Ú©Ú¾Ù„Û’ بازار میں لائی گئی Ûیں بی Ø¨ÛŒØØ§Úº
منھ چھپاتے پھر رÛÛŒ Ûیں بالوں سے سیدانیاںØ
ÛØ§Ø¦Û’ عابؑد ÛÙˆ گئے لاچار راÛ٠شام میں
ÛØ± Ú¯Ù„ÛŒ ÛØ± موڑ پر Ø³ÛØªÛŒ رÛÛŒ Ûیں سختیاں
Ø´Ø§Û Ø±Ø§ÛÙˆÚº پر کبھی تھک کر جو بیٹھیں بی بیاںØ
Ù„Û’ Ú©Û’ درٌے آگئے Ú©Ùٌار راÛ٠شام میں
داستاں رنج Ùˆ Ù…ØÙ† Ú©ÛŒ کیا Ù„Ú©Ú¾Û’ پیکر بھلا
سر برÛÙ†Û Ø¨ÛŒ Ø¨ÛŒØ§ÚºØ ØªÚ¾ÛŒÚº تھا ÛŒÛÛŒ ØµØ¯Ù…Û Ø¨Ú‘Ø§
دیکھ کر روتا Ø±ÛØ§ بیمارؑ راÛ٠شام میں
";}