Bahan meri sughra hai tanha watan me

( By Naushad, Sibtain

in Mushyera )
  • Name:
  • Section:
    Mushyera
  • Number of pages:
  • Date Added:
    28/01/2019
Bahan meri sughra hai tanha watan me

Naushad Bijani
Thi jaane ki uski tamanna watan me.
Magar jaa na paai sakeena watan me.
 
Woh zindaan me ro ke kehti thi sab se.
Meri muntazir hogi sughra watan me.
 
Woh haaye watan aahe'n bhar bhar ke kehti.
Muqaddar me kab hoga jaana watam me.
 
Woh ungli se shaayed watan likh ke khud hi.
Khayaalo me aa jaati dukhiya watan me.
 
Hila kar woh zanjeer aabid se kehti.
Mujhe le chalo ab to bhayya watan me.
 
Kabhi yaad aati woh daadi ki turbat.
Kabhi yaad rauza nabi ka watan me.
 
Agar maut aayegi zinda me mujhko.
Na pohchega mera jazaana watan me.
 
Gale milke sughra se mai ro padungi.
Agar ho gaya mera jaana watan me.
 
Tamaache sitamgar ne maare hai mujhko.
Karungi mai sab se yeh shikva watan me.
 
Mera qayd khaane me dam ghut raha hai.
Hai mushkil mera ab pahuchna watan me.
 
Use maut zindaa'n me Navshad aayi.
Kabhi ja na paayi sakeena watan me.
Naushad Bijani
 




Sibtain sayyadi
Tadap kar yu rothi thi sughra watan me
Nahi hai koi mera suhara watan me

Muj'h le ne Aajaao mere bhai Akbar
Meri saans gotthi hai tanha watan me

Jo dekha Nazara madine ka Akbar 
Raaho ko taak thi hai sughra watan me

Shah se ye kehe the the Akbar tadap kar
Bahan meri sughra hai tanha watan me

Lipat kar ye boli zainab se sughra
Aaye'n gay kab mere Baba watan me

Waada tera muj'h ko jela tha hai Akbar
War na ye jeena bhi kya jeena watan me

Khaat pade ke sughra ka Asgar se bole
Dua de rahi hai Ek dukhiya watan me

Parcham ko lehe rake kehe tha hai sibtain
Aayengay mere Moula watan me
Sibtain sayyadi
 

Video

Latest Write Ups

લહેરાય છે હુસૈન નો પરચમ હજી સુધી ( By નૌશાદ બિજાની in )

30/09/2022

લહેરાય છે હુસૈન નો પરચમ હજી સુધી
VIEW WRITE UP

અમને મળી નસીબમા નેઅમત ગમે હુસૈન ( By 1. સાદિકઅલી રેવાસીયા 2. નૌશાદ બિજાની 3. આબિદઅલી નાંદોલીયા મેતા in )

23/09/2022

નેઅમત ગમે હુસૈન
VIEW WRITE UP

લુટાવ્યું છે ભર્યું ઘરબાર દીને મુસ્તુફા માટે ( By 1. નૌશાદ બિજાની 2. સાદિક રેવસિયા 3. આબિદઅલી નાંદોલીયા મેતા 4. અહમદઅબ્બાસ ઈમદાદઅલી ભોવણીયા સુરપુર in )

21/09/2022

ફઝલે આલે અબા
VIEW WRITE UP

Pehnaae kaise Aabid, Tujhko kafan Sakeena ( By 1. Naushad Bijani 2. Asmee Kanodari 3. Urooj Gopalpuri 4. Paikar Jalalpuri 5. Bober Nawab 6. Ashfaq kalkatvi in )

14/09/2022

Shahadat Bibi Sakeena a.s.
VIEW WRITE UP

સકીના આપના ગમમાં બહુ બેઝાર છે બાબા. ( By નવશાદ બિજાની in )

14/09/2022

Shahadat Bibi Sakeena a.s.
VIEW WRITE UP

હશ્ર તક એહસાન માને કરબલા સજજાદ નો. ( By 1. નૌશાદ બિજાની 2. મોહસિન મોમીન અમદાવાદ. 3. સાદિકઅલી રેવાસીયા in )

07/09/2022

Misra by Safdar kharodiya
VIEW WRITE UP

બિંતે ઝેહરા છે ખૂલે સર શામ ના બાઝાર માં. ( By 1. અહેમદ અબ્બાસ (ગણેશપુરા) 2. નવશાદ બિજાની 3. આબિદ અલી એચ મરેડીયા in )

06/09/2022

શામ ના બાઝાર માં.-​ફઝલે આલે અબા
VIEW WRITE UP

Bahan meri sughra hai tanha watan me ( By Naushad, Sibtain in Mushyera )

28/01/2019

Bahan meri sughra hai tanha watan me
VIEW WRITE UP