Khoon me hai tar Amaama Haidre karrar ka

( By Sibtain sayyadi

in MaddaeAaleAba )
  • Name:
  • Section:
    MaddaeAaleAba
  • Number of pages:
  • Date Added:
    11/06/2019
Khoon me hai tar Amaama Haidre karrar ka


Lab pe tha zainab ke nauha Haidare Karrar ka
Ro raha tha sara kunba Haidare Karrar ka

Zarb zalim ne lagai is tarah mazloom par
Khoon me hai tar Amaama Haidre karrar ka

Khoon Rulvata hai Manzar zainabo kulsoom 
ko
Ashq Baccho se chupana Haidare Karrar ka

Dee pe khurba hogaya hai janashine mustafa
Khuld me padthe hai Nauha haidare Karrar ka

Ho gye sibtain rukhsat dehr SE moula mere 
Khoon rota hai gharana haidare Karrar ka


Sibtain sayyadi
9032010018